Wednesday, December 23, 2009

Gulzar

Aadatan tu m ne kar diye vaade

aadatan tum ne kar diye vaade 
aadatan ham ne aitabaar kiya

teri raahon me baarahaa ruk kar
ham ne apana hi intazaar kiiya

ab naa maangenge zindagi yaa rab
ye gunaah ham ne ek baar kiya

No comments:

Powered By Blogger